वृद्धा पेंशन कैसे चेक करें|Old age pension Aadhar number se kaise check Karen| Full Process|

Is post ke through mein batane wala hun ki kaise jo hai aap Apne Ghar baithe aap apne Kisi bhi family member ka jinka वृद्धा पेंशन Yojana aata Ho vah kaise aap Ghar baithe check kar sakte hain pura process mein is complete post mein batane wala hun.

Aur kuchh वृद्धा पेंशन रिलेटेड aapko main bataunga ki kya kya fayde Hain aur yah kaise jo hai aap check kar sakte hain.

वृद्धा पेंशन Yojana Benefit-

Vridha Pension Yojana ko UP me “Indira Gandhi Rashtriya Vridhavastha Pension Yojana” aur “UP Vridha Pension Yojana” bhi kehte hain.

Vridha Pension Yojana ka Benefit-

Har mahine paise milte hain-

  • 60 se 79 saal tak ke logon ko: ₹500 / mahina
  • 80 saal aur usse upar ke logon ko: ₹1000 / mahina

Ye paise seedhe Bank Account me DBT se aate hain.

Saal me 2 baar ek saath paise-Aam taur par 6-6 mahine me ek saath jama hote hain. Matlab ₹3000 ya ₹6000 ek saath.

Koi ilaj ka kharcha nah-Ye pension isliye di jati hai taaki buzurg apni dawa, khana aur chhoti zaruraton ke liye kisi par dependent na rahen.

Benefit kon le sakta hai?

  • Age: 60 saal ya usse zyada
  • BPL ho – Garibi rekha ke neeche wala parivar
  • UP ka sthayi niwasi ho
  • Koi sarkari pension na leta ho – jaise Widow Pension, Divyang Pension
  • Bank Account Aadhaar se link ho

Jaruri Document-

  • Aadhaar Card
  • Age Proof – Janam Praman Patra / 10th Marksheet
  • Bank Passbook – Aadhaar linked
  • Parivar Register ki Nakal
  • Passport Size Photo
  • BPL / Ration Card

Aavedan kahan karein?

  • CSC Jan Seva Kendra se – ₹30-50 fee lagti hai
  • Online – sspy-up.gov.in website par

Paise kab aate hain?

Form approve hone ke baad 2-3 mahine me pehli kist aa jati hai. Uske baad har 6 mahine me

Important baat: Agar aapke paas pehle se koi aur pension hai to ye nahi milegi. Aur saal me 1 baar “Jeevit Praman Patra” jama karna padta hai.

वृद्धा पेंशन Aadhar number se kaise check Karen|Step by Step|

To Dosto aapko Google open karna hai aur yahan per search karna hai family ID yah ek government ka portal Hai ise aapko open kar lena hai.

website open karne ke bad apko Uttar Pradesh sarkar government of India ka jo hai site open Hai Kaun Hai ab yahan per upar menu wale per dekhenge to likha hua family passbook vahan per aapko click karna hai.

Yahan per aap jis vyakti ka aap वृद्धा पेंशन nikalna hai tu yahan per aapko Inka Aadhar number dalna hai aur OTP per click karenge OTP enter karne ke bad aapko jo hai yahan per is page mein login Ho jaenge.

To doston ab yahan per dekhenge ki jo hai family ID card hamara open ho chuka hai ab yahan per jitne bhi Yojana hai vah aapko dikhai denge family mein kitne member Hain vah bhi dikhai dega aur Kitna Yojana ka Labh mil chuka hai vah bhi aapko har total dekhne.

Ab yahan per aapko sabse pahle Mera Parivar per click karna hai aur fir aapke family mein jitna bhi member honge vah total yahan per open hokar a jaenge ab Jaise hi aapka member open hokar aaega.

To Aisa to Hai nahin ki aapke family mein jitne bhi member honge vah sab jo hai ki sab ka jo hai वृद्धा पेंशन आ रहा है to aapko vahan per jis bhi member ka aa raha hai use member ke upar jo hai click karna hai.

Yahan per jis vyakti ka pension a raha hai use vyakti ka id open karne ke bad aapko yahan per Labh per click karenge.

Labh per click karne ke bad aapko vahan per ek list open hokar a jayegi ki kaun si tarikh kis mahine jo hai aapka pension aapko Mila Hai khate mein account me credit hua Hai.

Ab yahan per jo hai list open hogi use list mein jis bhi vyakti ka aapko amount check karna hai uska jo hai name par click karna hai.

Ab aapko yahan per apna वित्तीय वर्ष vah chuj karna hai ki kaun se varsh ka aapko check karna hai latest 2025- 26 choose karte hi aapko.

Aapki list open hokar a jayegi kaun se mahine mein Kitna Paisa hamare kis vibhag se ya government se aaya hai.

Jaise ki aap Maine upar image De rakhi hai ki kaise jo hai vridha pension ka account credit hua hai vah pura vahan per dikhai de raha hun list aap aise hi check kar sakte hain.

To doston jaise ki maine pura process Bata diya hai ki jo hai kaise jo hai aap vridha pension Jo old age pension Jo aata Hai vah kaise aap Jo Hai check kar sakte hain pura upar post mein pure post mein acche se Maine write ✍️ Kiya hua.

To doston aapko agar link chahie kaise jo hai old age pension ka jo direct link hai vah main de raha hun niche-

Direct linkhttps://familyid.up.gov.in/

वृद्धा पेंशन योजना Yojana ke bare mein agar aapko apply karna hai to uske liye Maine ek alag se post Dal rakha hai vah jo hai aap Jahan per mere website per hi mil jaega aap jakar vahan per check kar sakte hain ki kaise Jo likhta pension Yojana bhi apply kar sakte hain.

Vridha Pension Yojana me age ki limit ye hai:

  • 60 saal se 79 saal tak = ₹500 / mahina
  • 80 saal aur usse upar = ₹1000 / mahina

Important Points:

Minimum Age: 60 saal-60 saal complete hone ke baad hi aavedan kar sakte hain.

BPL hona jaruri hai
Sirf age hi nahi, aapka naam BPL list ya SECC list me bhi hona chahiye.

UP ka nivasi ho-
Aavedan karne wale ka UP ka sthayi niwasi hona chahiye.

Koi dusri pension na le raha ho
Agar pehle se Widow Pension ya Divyang Pension mil rahi hai to Vridha Pension nahi milegi.

60 saal ke baad aap Vridha Pension ke liye eligible ho jate hain.
80 saal ke baad pension double ho kar ₹1000 ho jati hai.

Note-

Main ek aur jankariyan ko de dena chahta Hun ki jaise ki date off birthday jo hai vah aapke Aadhar card ya janm praman Patra 10th ki marksheet date vahi Mani jayegi.

To doston aapko old age pension ke bare mein pura process Maine Bata diya hai aur aapko ummid Hai yah jankari acchi lagi hogi agar yah post achcha Laga aapko to doston ko share jarur kariyega aur comment box mein jarur comment kariyega

Thanks for watching-

Leave a Comment